agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com
hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha
Sunday, February 5, 2012
sajdah sirf Allah he ko karna chaheya
as salamu allaiqum
Allah he wo pak zaat ha jis ko sajdah karna chaheya . sajdah hum muslim logo ki zindage main bohat important cheez ha . hum log sajdah Allah talah ko razi karna k liya karte ha . laken intahahe afsos ki baat yeah ha k bohat se log anjana main dosara logo ko sajdah kar beth ta ha Allah k sewa kisi or ko sajdah karna yeah bara saket gonah ha is liya is kam se apna app ko or dosaro ko be bachae .
is aiyat main Allah Talah farma rahe ha k tum apna rab ki tasbi karo or sajdah karna waloon main se ho yani jo log Allah ko sajdah karteen ha un main se ho jao
is aiyat main Allah talah farma rahe ha k allah ki nishanio main se raat , din , suraj or chand ha to unko sajdah na karo or is Allah he ko sajdah karo jis na inko peda kiya ha
so in aiyato ka reference dena ka maksaad yeah tha ka Allah he ko sajdah karo is ka ilaja kisi ko be sajda na karo
payara behn bhaio log anjana main dosara logo k agah sajdah kardeta ha. laken ahsa na kareen. agar kar choka ha to Allah talah se mafi manga. khas kar log jin ko mana khod deakha k mazaro pe ja kar saheb e kabar k agah sajdah karte ha. khuda k liya apna eman ki hifazat khod kareen . or sahib e kabar yani jis ki mazar ha unko sajdah na kareen
yeah videos deakha
Amel Soname Contact agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha dua main yaad rakhya ga amel soname amel_soname@yahoo.com
No comments:
Post a Comment